hindi sad shayeri
bahut kam log hai jo mere dil ko bhate hai or us me se bhi bahut kam hai jo mujhe samajh aate hai kuch cheeje ham purani chod aye hai, aate aate uski aakho me paani chod aye hai, yeh esha dard hai jo baya nahi ho sakta, dil to saath le aye dhadkan chod aye, haseeno ne haseen bana ke gunah kya, oro ko kya hamko bhi taba kya , pesh kya jab gajlo me hamne uski bewafai, ko,. oro ne to kya unhono ne bhi waha waha kya , kyu ham kisi ke khabo me kho jate hai , ek pal ki doori me ro jaate hai, koi hame bata de ham hi aise hai ,ya pyar karne ke bad sab hi aise ho jate hai, khoya itnq kuchh ki fir pana na aya , pyar to kar lya par jatana na aya, aa gaye tum is dil me pahli hi najar me,